Saturday, January 10, 2015

Madina Sohna Ae Naat Lyrics

Madina Sohna Ae Naat Lyrics



Madina Sohna ae jitha sohna ne dera lae
Sadqa ma onha ton jera wakh madina aae
Madina sohna ae Insha'Allah Madine jana
Sunehri Jaliyan Nun asan chum chum sena lana
Madina Sohna ae Hr chez pe chamka mare
Mee othe enj wasda jinwan wasda chan sitare
Madina sohna ae ki odhi sift sunawan
Sohna sad lae ja ma lakh lakh shukar manawan
Madina sohna ae Rab sohna de dewa bala
Roza sohna da wakh ae muqadran wala
Madina sohna ae payan sara jag vich dhuman
Noori roze di ma har ik chez nu chuman
Madina sohna ae Huran arsh ton wakhan aayan
Kamli wala diyan rab shanaa Aap wadhayan
Madina sohna ae sub akhya nabyan walyan
Chum lawan thawan oh Jitha Nabi na layan talyan
Madina sohna ae jitha rehmat Rub de barsa
Madina Wakhan Noo Pae sari Dunya Tarsa
Madina sohna ae Sohna ae Madine Wala
Kaliyan Zulfan Ne Nale Kamli Da Rang v Kala

Thumbnail
Madina Sohna eh written naat lyrics
Madine sohna ae written naat lyrics
Madina sohna ea written naat lyrics


Thursday, January 8, 2015

Owaision Mein Baith ja Naat Lyrics

Owaision Mein Baith Ja Naat Lyrics



Owaision ma baith ja
Bilalion ma baith ja
Talab hai kuch to be talab
swaliyon ma baith ja

Ye marfat ke rasta
Hain Ahle dil ke wasta
Junaidion se ja ke mil
Gazalion ma baith ja

Drood perh namaz perh
Ibadaton ke raaz perh
Safain hain sub bichi hue
Ishq waliyon ma baith ja

Hr ak sans per jawan
Ko daikhna ka shoke ha
To aankh ban kr un ke dar
 ke jalion ma baith ja

Jo chahta hai gulistan
Mustafa ke nokari
Tu mue Mustafa Pehan
Ke malion ma baith ja

Ager ho khalaqtain Azeez
To Hajoom ma nikal
Ager sakoon chahiya
Dhamalion ma baith ja

Muzafar Ap Tak Rasae Itni Sehar To Nahi
Tawaja Chahye to phir Yergemalion ma baith ja

Thumbnail
Owaision ma baith ja written naat
Kalam Muzafar Warsi


Khalq daiti hai duhai Mustafa Ya Mustafa Naat Lyrics

Khalaq deti hai duhai Mustafa Ya Mustafa Naat Lyrics 


Khalaq deti ha Duhae Mustafa Ya Mustafa
Qalab se ab ho Rehae Mustafa Ya Mustafa
Daher ma phir door edlo Khar ka aagaz ho
Aaj Kehti Hai Khudae Mustafa Ya Mustafa
Gardish e Ayyam ke Hathon sada dene laga
Ab to zakhm e Na rasae Mustafa Ya Mustafa
Or kis ke Dar pe Jain Tujh se jab wabasta hain
Deen o Dunya ke bhalae Mustafa Ya Mustafa

Thumbnail
Khalaq deti hai duhae written naat
Mustafa Ya Mustafa written naat
Mustafa Ya Mustafa naat lyrics
Khalq deti ha duhae written naat

Jahan bhi Ho Wahin se do sada Naat Lyrics

Sarkar Suntay Han Naat Lyrics


Jahan Bhi Ho Wahin se do Sada Sarkar Sunte Han
Sare'Aa'ena Sunta Han pase dewar sunta han
Mera har sans un ke Aahton ke sath chalta ha
Mera dil ke dharakna ke bhi wo Raftaar sunta hain
Khara rahta han ehle Takhat bhi dehleez per un ke
Faqeeron ke sadain bhi shahe Abrar sunte Han
Gunahgaro Drood e Waliha Bhaj kr daikho
Wo apna Umati ka Nagma e Kirdaar Sunte Han
Ma sadqa jaun un ke rehmatallil aal meeni per
Pukaro Chahe jitni Baar bhi wo har baar sunte hain
Muzafer jab kisi mehfil ma un ke naat perta ha
Mera iman ha wo bhi mera ishar sunte hain

Thumbnail
Jahan bhi Ho Wahin Se Do Sada Sarkar sunte hain written naat
Sarkar sunte han naat lyrics
Jhan bhi ho wahin se do sada naat lyrics


Wednesday, January 7, 2015

Kash Wo Chehra Meri Aankh Naat Lyrics

Kaash Wo Chehra Mery Aankh Naat Lyrics


Kaash Wo Chehra Meri Aankh ne Dakikha hota
Muj ko Taqdeer Ne Us door Ma Bhaja Hota
Batain Sunta Main Kabhi Puchta Maani Un Ke
Aap Ke Samne Ashaab Ma Baitha Hota
Hr Siyah Raat Ma Suraj Hain Hadees'an Un Ke
Wo Na Aata to Zamana Ma Andhera Hota
Fakhri Jab Masjid e Nabvi Ma Azaanain Hotin
Ma Madine Se Guzerta Hua Jhonka Hota

Thumbnail
Kash Wo Chahra mery aankh written naat
Kaash wo chehra meri aankh written naat

Zuban se Kya ma Kahun Naat Lyrics

Zuban se Kya ma Kahun Naat Lyrics


Zuban se kya ma kahun ap se chupa kya ha
Ke aap janta han dil ka majra kya ha
Ma a gya hun tuja la ke un ke kucha ma
ae mera dil tu bata or chahta kya ha
Mujha farishton ne foran whin pe chore dya
jo mera aaqa ne pucha ke majra kya ha
Wo kya batae ga quran ke ramuzo bayan
jise pta he nahi shan e Mustafa kya ha
Kaha Khuda ne sir e Hushar Buksh di umat
Mera Habib bata or chahta kya ha
Suna ke neza pe quran Ali ke payara ne
Bata dya ke fana kya hai or Baqa kya hai
Broze Hushar ye mezan ye pul sirat Alta
Lipat ja aap ke qadmon se sochta kha ha
Aaap janta hain dil ka majra kya hai

 Thumbnail
 Zuban se kya ma kahun written naat
zuban se kya ma kahun Aap se chupa kya ha naat lyrics


Monday, January 5, 2015

Koi misl Mustafa ka Naat Lyrics

Koi misl Mustafa ka Naat Lyrics



Koi misla Mustafa ka Kbhi Tha na hai na ho ga
Kisi or ka ye rutba kabhi tha na ha na ho ga
Inhan Khulq kr ke nazan hua khud he dast e qudrat
Koe shahkaar esa kabhi tha na ha na ho ga
Mera taq e jam e nisbat ke charag jal rha han
Mujha khofe tirgi ka kabhi tha na ha na ho ga
Kisi waham na sada di koe aap ka mamasil
To yaqeen pukar utha kabhi tha na ha na ho ga
Mera daman e talab ko hai unhin ke dar se nisbat
Kisi or dar se rishta kabhi tha na hai na ho ga
Sir e Hashar un ke rahmat ka sabih ma hun talib
Mujha kuch amal ka dawa kabhi tha na ha na ho ga

Thumbnail
Kalam sabhi uddin Rehmani
Koi misl Mustafa ka written naat
Koi misla Mustafa ka written naat
Koi misl e Mustafa ka written naat

Sunday, January 4, 2015

Ham sue Hashar Chalain Ge Naat Lyrics

Ham sue Hashar Chalain Ge Naat Lyrics


Ham sue Hashar Chalain Ge shahe Abrar ke paas
Qafila ho ga rawan qafila salar ke sath
Midhate Khawaja e din Midhat e Sarkar ke sath
Umer guzri hai mery kafiyat e sarshar ke sath
Ye to taiba ke muhabbat ka aser hai werna
Kon rota hai lipat kr daro dewar ke sath
Mil he jae ga koi khan e karam ka tukra
Hai taeluk jo sag'gane dare sarkar ke sath
Gar madine ka tasawer ho to zulmat kesi
Rabat mazboot rha aalam e anwar ke sath
Rah gae manzile sidra pe pohanch kr jibraeel
chal nahi sakta farihta tery raftaar ke sath
Pul se mujh sa bhi Gunahgaar guzer jae ga
Ho ge sarkar ke rahmat jo gunahgaar ke sath
Ham bhi mazhar se sune ga koi naat e rangeen
Ger mulakat hue shair e darbaar ke sath

Thumbnail
Ham sue Hashar Chalain Ge written naat

Hum soye hashar chalay gay naat lyrics

Hum soye hashar chalay gay written naat

Hum soo e hashar chalen ge written naat

Munawwar Meri Ankhon Ko Naat Lyrics

Munawwar Meri Ankhon Ko Naat Lyrics


Munawwar Meri Ankhon Ko Mere Shamsudduha Karde
Ghamon ke Dhoop me wo saya e zulfa duta kr da
Jehan bani ataa kr da Bhari jannat waba kr da
Nabi Mukhtar e Qul hai jisko jo chaha ata kr da
Jehan ma un ke chalti hai wo dam ma kya se kya kr dain
Zamin ko aasmaan kr dain suraya ko sira kr dain
Faza ma urna wala yun na itrain nida kr de
Wo jab chahain jisa chahain usa ferma rawa kr dain
Hr ik moje bala ko mera Mola nakhuda kr da
Mery Mushkil ko yun aasan mera mushkil kusha kr da
Nabi se jo hai bigana usa dil se juda kr da
Bder mader brader jan o maal un per fida kr da
Kisi ko wo rulate hain kisi ko wo hansate hain
Wo yu n he aazmate hain wo ab to faisla kr da
Ata ho ba khudi mujhko Khudi mery hawa kr de
Mujhe yun apni ulfat main mera mola fana kr de
Mujhe kya fiqer ho akhtar mera yawar hain wo yawar
Balaon ko jo meri Khud geraftaar bala kr de


Thumbnail
Munawar mery aankhon ko written naat
Munawwar Meri Ankhon Ko Mere Shamsudduha Karde written naat