Saturday, October 18, 2014

Shahan e Jahan Kis Lya Naat Lyrics

Shahan e Jahan Kis Lya Naat Lyrics




Shahan e Jahan kis liye sharmaye hua han
Kya Bazam ma taiba ka Gada aye hua han
----------------------------------------------
Is waqt na cher a kashish e lazzat e dunya
Is waqt mera dil ko wo yaad aye hua han
----------------------------------------------
Jannat ke fazain unhan bahla na sakain ge
Jo ap ke galyon ke hawa khaye hua han
----------------------------------------------
Sultan e do aalam ke ata or ye aasi
Kuch log to is baat pe chakrae hua han
----------------------------------------------
Hangama e Mahshar ma khan habas ka khadsha
Gesu shah e konain ke lahra e hua han
----------------------------------------------
Ban jaye gi mahshar ma naseer ab tere bigri
Kyun Ke Sarkar Shafaet ke liye aaye hua han
----------------------------------------------

Thumbnail

Written naat Shahan e Jahan Kis Lya Sharmaye Hua han

Thursday, October 16, 2014

Waha Kya Jood o Karam Hai Naat Lyrics

Waha Kya Jood o Karam Hai Naat Lyrics


Wah kya jood o karam hai shah e batha tera
Nahi sunta he nahi mangna wala tera
---------------------------------------
Dardha chalta han ata ke wo ha qatra tera
Tara khilta ha sakha ke wo hai zurra tera
---------------------------------------
faz ha ya shah e tasneem nirala tera
Aap payaso ke tajassus ma ha derya tera
---------------------------------------
Agniya pulta hai dar se wo ai bara tera
Asfiya chalta han sir se wo hai rusta tera
---------------------------------------
Fursh wala tery shokat ka ulo kya jana
Khusrwa arsh pe urta ha pharara tera
---------------------------------------
Aasma Khawan Zamin Khawan Zamana Mehman
Sahib e Khana Laqab kis ka hai tera tera
---------------------------------------
Ma to malik he Kahun Ga ke ho malik ke habib
Yani Mahboob o Muhib ma nahi mera tera
---------------------------------------
Tera qadmon ma jo ha Gar ka munh kya daikhain
Kon nazron pa charha daikh ke talwa tera
---------------------------------------
Bahra Sail ka Hun Sail na Kawin ka Pyasa
Khud Bujha Jeye Kalaja mera Chinta tera
---------------------------------------
Tery Sarkar ma lata Raza us ko shafi
Jo mera gosh ha or ladla beta tera
---------------------------------------

Thumbnail



Tuesday, October 14, 2014

Yeh Duniya Ek Samandar Naat Lyrics

Yeh Duniya Ek Samandar Naat Lyrics


This lyrics Moved on New Website
Link Here