Thursday, October 16, 2014

Waha Kya Jood o Karam Hai Naat Lyrics

Waha Kya Jood o Karam Hai Naat Lyrics


Wah kya jood o karam hai shah e batha tera
Nahi sunta he nahi mangna wala tera
---------------------------------------
Dardha chalta han ata ke wo ha qatra tera
Tara khilta ha sakha ke wo hai zurra tera
---------------------------------------
faz ha ya shah e tasneem nirala tera
Aap payaso ke tajassus ma ha derya tera
---------------------------------------
Agniya pulta hai dar se wo ai bara tera
Asfiya chalta han sir se wo hai rusta tera
---------------------------------------
Fursh wala tery shokat ka ulo kya jana
Khusrwa arsh pe urta ha pharara tera
---------------------------------------
Aasma Khawan Zamin Khawan Zamana Mehman
Sahib e Khana Laqab kis ka hai tera tera
---------------------------------------
Ma to malik he Kahun Ga ke ho malik ke habib
Yani Mahboob o Muhib ma nahi mera tera
---------------------------------------
Tera qadmon ma jo ha Gar ka munh kya daikhain
Kon nazron pa charha daikh ke talwa tera
---------------------------------------
Bahra Sail ka Hun Sail na Kawin ka Pyasa
Khud Bujha Jeye Kalaja mera Chinta tera
---------------------------------------
Tery Sarkar ma lata Raza us ko shafi
Jo mera gosh ha or ladla beta tera
---------------------------------------

Thumbnail



2 comments: