Wednesday, January 7, 2015

Zuban se Kya ma Kahun Naat Lyrics

Zuban se Kya ma Kahun Naat Lyrics


Zuban se kya ma kahun ap se chupa kya ha
Ke aap janta han dil ka majra kya ha
Ma a gya hun tuja la ke un ke kucha ma
ae mera dil tu bata or chahta kya ha
Mujha farishton ne foran whin pe chore dya
jo mera aaqa ne pucha ke majra kya ha
Wo kya batae ga quran ke ramuzo bayan
jise pta he nahi shan e Mustafa kya ha
Kaha Khuda ne sir e Hushar Buksh di umat
Mera Habib bata or chahta kya ha
Suna ke neza pe quran Ali ke payara ne
Bata dya ke fana kya hai or Baqa kya hai
Broze Hushar ye mezan ye pul sirat Alta
Lipat ja aap ke qadmon se sochta kha ha
Aaap janta hain dil ka majra kya hai

 Thumbnail
 Zuban se kya ma kahun written naat
zuban se kya ma kahun Aap se chupa kya ha naat lyrics


5 comments:

  1. Zaban se kya mai kahu Naat Lyrics

    Zaban se kya mai kahu aap se chhup kya hai
    Vo jante hai mere dil ka majra kya hai

    Nabi ke ishk ki lazzat bilaal se puchho
    Bilaal jante hai ishk e mustafa kya hai

    Kaha khuda ne sar e hashr bakhsh di ummat
    Mere habeeb bata aur chahta kya hai

    Gale me dekha jo patta teri gulami ka
    Kaha nakeeron ne ab is se puchhna kya hai

    Mere huzur ko khud jesa bolne vaale
    Tum unki zaat ke baare me janta kya hai

    Vo kya bataega quraan ke lafooz bhala
    Jise pata hi nahi shan e mustafa kya hai

    Suna ke neze pe quraan ali ke bete ne
    Bata diya hai fanah kya hai aur bakaa kya hai

    ReplyDelete
    Replies
    1. sassssssssqaaaaaaaaaasssssssssssssssssssssssssssssssssssss

      Delete
  2. Sory it is nt lafooz.....ramouz..

    ReplyDelete