Wednesday, January 21, 2015

Bana Jis Ki Khatir Ye Sara Zamana Naat Lyrics

Bana Jis Ki Khatir Ye Sara Zamana 

Naat Lyrics


Bana Jis ke khatir zamana ye sara
Wo Aya Haleema Ke Ankhon ka tara
Ara Khush Naseebo Muqaddar Jaga Lo
Adab se zara samna dil bicha lo
Abhi ho ga husan e Azal ka nazara
Wo Aya Haleema Ke Ankhon ka tara
Prashan na hona ara gham ke maroo
Na ghabrao ab tum ara be saharo
Mila ga yaqeenan mila ga kinara
Wo Aya Haleema Ke Ankhon ka tara
Ye Husan e Nabuwat ke Amad ke shab ha
Ye mah e Risalat ke amad ke shab ha
Na mahroom rehna na sona khudara
Wo Aya Haleema Ke Ankhon ka tara
Sunate Han ham aj jis ke tarana
Wo khud aa gae apni mehfil sajane
Badal jae ga ab muqaddar hamara
Wo Aya Haleema Ke Ankhon ka tara
Yaqeen ha ke Kheraat aisi Bata ge
Kisi ke bhi jholi na khali rhe gi
Wo Khaleeq  Rehmat ka faiz e Ishara
Wo Aya Haleema Ke Ankhon ka tara

Facebook Thumbnail
Aya Haleema Ke Ankhon Ka tara written naat lyrics
Bana Jis ke Khatir zamana ye sara written naat lyrics
Bana jis ke khatir ye sara zamana written naat lyrics



1 comment: