Huzoor Mery To Sari Bahar Naat Lyrics
This Lyrics Move Here This Link
Huzoor Mery To Sari Bahar aap se hai
Ma Beqarar ha mera qarar apse hai
-------------------------------------
Mery to Hasti hi kya hai mera gareeb nawaz
Jo mil rha hai mujha sara payar apse hai
-------------------------------------
Kahan wo Arz e Madina Khan mery Hasti
Ye Hazri ka sabab baar baar apse hai
-------------------------------------
Siyah qaar hun Aaqa Bari Nadamat hai
Qasam Khuda ke ye mera waqar apse hai
-------------------------------------
Mohabbaton ka sila kon esa seta hai
Sonahri Jaliyon ma yaar e Gaar apse hai
-------------------------------------
Huzoor apke yadon ma Ashq e Rahmat Hai
Ye Mery Aankh Zaya Ashq Baar Apse Hai
-------------------------------------
Written Naat Huzoor Mery To Sari Bahr Apse Hai
Written Naat Huzoor Mery To Sari Bahr Apse Hai
As Salam Alaikum,
ReplyDeleteThere are some correction in the above roman english lyrics. Here is the correct lyrics.....
Huzoor Meri To Sari Bahar apse hai
May Beqarar tha mera qarar apse hai
May Beqarar tha mera qarar apse hai
Huzoor Meri To Sari
Meri to Hasti hi kya hai mera gareeb nawaz
Jo mil rha hai mujhy, sara, pyar apse hai
May Beqarar tha mera qarar apse hai
Huzoor Meri To Sari
Kahan wo Arz e Madina Kaha meri Hasti
Ye Hazri ka sabab baar baar apse hai
May Beqarar tha mera qarar apse hai
Huzoor Meri To Sari
Siya kaar hu Aaqa Badi Nadamat hai
Qasam Khuda ke ye mera waqar apse hai
May Beqarar tha mera qarar apse hai
Huzoor Meri To Sari
Mohabbaton ka sila koun aysy deta hai
Sonahri Jaliyon may yaar e Gaar apse hai
May Beqarar tha mera qarar apse hai
Huzoor Meri To Sari
Huzoor apke yadon may Ashq e Rahmat Hai
Ye Aankh Meri Ziya Ashq Baar Apse Hai
May Beqarar tha mera qarar apse hai
Huzoor Meri To Sari
masha ALLAH SUBHAN ALLAH
DeleteJazakallah the writer of this naat is Rafiq Zia.
DeleteMasha Allah bht Khoob
DeleteMasha Allah Bohat hi Pyari Naat Ha Subhan Allah .
DeleteI want to know about the writer/poet of this mesmerizing naat. if someone knows please
ReplyDeleteRafiq Zia is the writter of this naat
ReplyDeleteThe writer is Mohammad Khalid
DeleteJazakallah the writer of this naat is Rafiq Zia.
DeleteShukriya bohat acha.
ReplyDeletemashallah
ReplyDeleteALLAH KNOW YOU'RE TIRED.
ReplyDeleteALLLAH KNOW ITS DIFFICULT.
BUT U MUST ALSO KNOW THAT ALLAH WOULD NEVER PUT U IN SITUATION U COULD NOT HANDLE.
Haji Mushtaq Attari
Thanks
ReplyDeleteMr. Zubair Rasool for Lyrics
JazakAllah
Masha allah so soothing
ReplyDeleteSubhanallah
SUBHAN ALLAH
ReplyDeletemasha'Allah great to see you on top of my searching page ... God bless you ...
ReplyDeleteI am happy to see you on my blog. Thank You sir for your appreciation
DeleteALLAH PAK JAZA E KHER ATA KAREN .. MASHA ALLAH SUBHAN ALLAH
ReplyDeleteاللّه اکبر کبیرہ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ ۔ صلی اللّه علیہ والہ وسلم
ReplyDeleteMashaAllah Aasmano par Charcha hoty hai jab koi bhi naat hozoor Ko peshe Nazar ki jaty hai
ReplyDeleteMa sha Allah
ReplyDeleteMein is yakin se zinda hun aaqa.. I want this paragraph of this album please send me
ReplyDeleteThis is just the information I am finding everywhere. Thanks for your blog, I just subscribe your blog. This is a nice blog.. koktale
ReplyDelete