Thursday, January 22, 2015
Wednesday, January 21, 2015
Apni Rehmat Ke Samundar Main Naat Lyrics
Apni Rehmat Ke Samundar Main Naat Lyrics
This Lyrics Moved on This Website
Link Here
Bana Jis Ki Khatir Ye Sara Zamana Naat Lyrics
Bana Jis Ki Khatir Ye Sara Zamana
Naat Lyrics
Bana Jis ke khatir zamana ye sara
Wo Aya Haleema Ke Ankhon ka tara
Ara Khush Naseebo Muqaddar Jaga Lo
Adab se zara samna dil bicha lo
Abhi ho ga husan e Azal ka nazara
Wo Aya Haleema Ke Ankhon ka tara
Prashan na hona ara gham ke maroo
Na ghabrao ab tum ara be saharo
Mila ga yaqeenan mila ga kinara
Wo Aya Haleema Ke Ankhon ka tara
Ye Husan e Nabuwat ke Amad ke shab ha
Ye mah e Risalat ke amad ke shab ha
Na mahroom rehna na sona khudara
Wo Aya Haleema Ke Ankhon ka tara
Sunate Han ham aj jis ke tarana
Wo khud aa gae apni mehfil sajane
Badal jae ga ab muqaddar hamara
Wo Aya Haleema Ke Ankhon ka tara
Yaqeen ha ke Kheraat aisi Bata ge
Kisi ke bhi jholi na khali rhe gi
Wo Khaleeq Rehmat ka faiz e Ishara
Wo Aya Haleema Ke Ankhon ka tara
Facebook Thumbnail
Aya Haleema Ke Ankhon Ka tara written naat lyrics
Bana Jis ke Khatir zamana ye sara written naat lyrics
Bana jis ke khatir ye sara zamana written naat lyrics
Monday, January 19, 2015
Bachpan se hi sarkar Naat Lyrics
Bachpan se hi sarkar Naat Lyrics
Buchpan se hi sarkar ke tukron pe pala hun
Ma shah e Madinah Ke Gadaon Ka Gada Hun
Her Aan Taswer Ma Huzoori Ke Maza Han
Goya ka Ma Gunbad Ke Tala Naat Saraa Hun
Nazan He Mera Bukht pe Shahane Zamana
Qasa liye Dehleez e Payamber Pe Khara Hun
Hr Rooz Sujhate Han Nae Naat Ke Ashear
Herat Se Ma Un Ka Ye Karam Dikh Raha Hun
Ha Naaz Muja Nisbat e Hassan Peh Nazish
Wo Naat Ka Suraj Ha Me Chota Sa Diya Hun
Thumbnail
Bachpan se hi sarkar written naat lyrics
Buchpan se he sarkar written naat lyrics
Bachpan se he sarkar written naat lyrics
Subscribe to:
Posts (Atom)