Tuesday, October 28, 2014

Tarup Uthta Hai Dil Lafzo Main Naat Lyrics

Trap Uthta Hai Dil Lafzo Main Naat Lyrics


Tarap uthta hai dil lafzon ma duhrae nahi jati
zaban per qarbala ke dastan laye nahi jati

Kaha Abaas ne afsoos bazu cut gye mera
Sakina tk ye mashke Aab le jae nahi jati

Udase cha rhe hai rooh pe sham e gareeban ke
Tabiyat hai ke bahlane se bahlae nahi jate

Suna hai karbala ke khaak hai ik teer se barh kr
Ye muti aankh ma lena se binae nahi jati

Jaten hr door ma kya kya na ahla shar ne kr daikha
Mager zahra ke pyaron ke pzarae nahi jate

Daleel is se ho barh kr kya shaheedon ke taharat per
Ke mayyat dufn ke jate hai nahla e nahi jate

Tamacha maar lo khaman jala lo qaid ma rakh lo
Ali ke gul rukhon se bue zahrae nahi jate

Kaha Shabeer ne Abbas tum mujh ko sahara do
Ke Tanha laash e Akbar muj se dafnae nahi jati

Naseer Akhir adawat ke bhi kuch aadab hota hain
Kisi bemaar ko zanjeer pehnae nahi jate


Thumbnail
Tarap uthta hai dil lafzon ma duhrae nahi jati written naat
Manqabat Imam Hussain Kalam Pir Syed Naseer ud Din Naseer


Sunday, October 26, 2014

Hudood e Taira Sidra Huzoor Naat Lyrics

Hudood e Taire Sidra Huzoor Janta Han Naat Lyrics


This Lyrics Moved on New Website
Link Here


Ye Sub Tumhara Karam Hai Aaqa Naat Lyrics

Ye Sub Tumhara Karam Hai Aaqa Naat Lyrics



Koi Salika Hai Arzu Ka Na Bandagi Mery Bandagi Hai
Ye Sub Tumhara Karam Hai Aaqa Ke Baat Ab tk Bani Hui Ha

Ata kya muj ko dard e ulfat khan the ye pur khata ke qismat
ma is Karam ke khan tha qabil Huzoor ke banda perwari ha

Kisi ka ahsan kyun uthain kisi ko halat kyun batain
Tumhi se mange ga tum he do ga tumhara dar se he lo lagi ha

Amal ke mera Asaas kya ha Bajuz nadamat ke paas kya ha
Rahe salamat tumhari nisbat mera to ik aasra yahi ha

Shaeuro fiqro nazer ke dawa had ke un se barh na pain
Na shoo ska un bulandiyon ko Jhan muqam e Muhammadi ha

Tajaliyon ke kafile tum ho murade qalbe khaleel tum ho
Khuda ke roshan daleel tum ho ye sub tumhari he roshni ha

Ha qaba bhi marjae Khalaiq bohat numaya hain ye haqaiq
Mager jo maqsood e ashqi ha Huzoor ke dar ke hazri ha

Bashir kahye Nazir kahye inhan siraje muneer khye
Jo sir ba sir hai kalam e Rubi wo mera Aaqa ke zindagi ha

Yahi ha Khalid Asaas e Rahmat Yahi hai Khalid Bana e Azmat
Nabi ka Irfan Zindagi ha Nabi ka Irfan Bandagi hai


Thumbnail