Sunday, January 4, 2015

Ham sue Hashar Chalain Ge Naat Lyrics

Ham sue Hashar Chalain Ge Naat Lyrics


Ham sue Hashar Chalain Ge shahe Abrar ke paas
Qafila ho ga rawan qafila salar ke sath
Midhate Khawaja e din Midhat e Sarkar ke sath
Umer guzri hai mery kafiyat e sarshar ke sath
Ye to taiba ke muhabbat ka aser hai werna
Kon rota hai lipat kr daro dewar ke sath
Mil he jae ga koi khan e karam ka tukra
Hai taeluk jo sag'gane dare sarkar ke sath
Gar madine ka tasawer ho to zulmat kesi
Rabat mazboot rha aalam e anwar ke sath
Rah gae manzile sidra pe pohanch kr jibraeel
chal nahi sakta farihta tery raftaar ke sath
Pul se mujh sa bhi Gunahgaar guzer jae ga
Ho ge sarkar ke rahmat jo gunahgaar ke sath
Ham bhi mazhar se sune ga koi naat e rangeen
Ger mulakat hue shair e darbaar ke sath

Thumbnail
Ham sue Hashar Chalain Ge written naat

Hum soye hashar chalay gay naat lyrics

Hum soye hashar chalay gay written naat

Hum soo e hashar chalen ge written naat

Munawwar Meri Ankhon Ko Naat Lyrics

Munawwar Meri Ankhon Ko Naat Lyrics


Munawwar Meri Ankhon Ko Mere Shamsudduha Karde
Ghamon ke Dhoop me wo saya e zulfa duta kr da
Jehan bani ataa kr da Bhari jannat waba kr da
Nabi Mukhtar e Qul hai jisko jo chaha ata kr da
Jehan ma un ke chalti hai wo dam ma kya se kya kr dain
Zamin ko aasmaan kr dain suraya ko sira kr dain
Faza ma urna wala yun na itrain nida kr de
Wo jab chahain jisa chahain usa ferma rawa kr dain
Hr ik moje bala ko mera Mola nakhuda kr da
Mery Mushkil ko yun aasan mera mushkil kusha kr da
Nabi se jo hai bigana usa dil se juda kr da
Bder mader brader jan o maal un per fida kr da
Kisi ko wo rulate hain kisi ko wo hansate hain
Wo yu n he aazmate hain wo ab to faisla kr da
Ata ho ba khudi mujhko Khudi mery hawa kr de
Mujhe yun apni ulfat main mera mola fana kr de
Mujhe kya fiqer ho akhtar mera yawar hain wo yawar
Balaon ko jo meri Khud geraftaar bala kr de


Thumbnail
Munawar mery aankhon ko written naat
Munawwar Meri Ankhon Ko Mere Shamsudduha Karde written naat

Saturday, January 3, 2015

Ghulam Hashar Main Naat Lyrics

Ghulam Hashar Main Naat Lyrics


Ghulam Hashar Main Jab Syed ul Wara Ke Chala
Liwae Hamd ke Saye Main Sir Utha Ke Chala
Ye Kis ka shahar Qareeb a raha daikho to
Drood perta hua Qafila Hawa ke chala
Wahi pe Tham gayi ik waar gerdisch Doran
Jhan bhi tazkira Sultan e Anbiya Ke Chala
Talab hue Sir e Kosain jab Shab e Asra
Huzoor Waqif e Manzil pe Muskura Ke chala
Nasha ke Ilat o Hurmat pe Tha Ye Pahlu Bhi
Ke Pul Sirat pe Momin Na Larkhara Ke Chala
Nazar ba Aalma Pakizgi Pare Un per
Musafiran e Lhad is lya Naha Ke Chala
Janab e Aamina Uthin Balain Lena ko
Wo Taj sir pe Shifaet ka Jab saja ke chala
Naseer unka Siwa Kon hai Rasool Aisa
Jo Bakhshwana Pe Aye to Bukshwa Ke Chala

Thumbnail
GHulam Hashar Main Written Naat
Gulam Hashar Main wRITTEN nAAT
Kalam Peer Naseer ud Din Naseer Golra Shareef

Thursday, January 1, 2015

Qadri Astana Salamat Rahe Naat Lyrics

Mustafa Ka Gharana Salamat Rahe Naat Lyrics


This Lyrics Moved on New Website
Link Here



Sunday, December 28, 2014

Bismillah sarkar aa gaye na Naat Lyrics

Aj Aamad Ha Sarkaran Di Bismillah Bismillah

Naat Lyrics


Bismillah sarkar aa gaye na
Dil bola dildar agae na
Sochan da aasmana uta chamkan pyar da tara
Dukh muk gae na aaj duniya ton khushiyan da wjn nara
Bismillah sarkar aa gaye na

Oda wrga sona nae koe

Sohna enj da hona nae koe
Oda noor da sadqa roshan hoye chand ta tare
Dukh muk gae na aaj duniya ton khushiyan da wjn nara
Bismillah sarkar aa gaye na

Chahrae walfjr nurani
Pak peshani ankh mastani
Dil nu khachda pae na odi zulf da kundal pyara
Dukh muk gae na aaj duniya ton khushiyan da wjn nara
Bismillah sarkar aa gaye na

Amna bibi da o jaya
Jidon haleema da ghar aya
Mahlan to v ucha hogae kakhwan wala Tara
Dukh muk gae na aaj duniya ton khushiyan da wjn nara
Bismillah sarkar aa gaye na

Mahe Rabi Ul Awal Aya 
Ho gaya jag ta Karam da saya
Uchyan Bahwan kr ke bolo aj tusi ve sare
Dukh muk gae na aaj duniya ton khushiyan da wjn nara

Bismillah sarkar aa gaye na

Sohna Aya Dukhra Bhul gye
Rahmatan wala Boha Khul Gye
Khush Ho Gye Husnain Farooqi Aj Derdan de mara
Dukh muk gae na aaj duniya ton khushiyan da wjn nara
Bismillah sarkar aa gaye na

Bismillah Sarkar Aa gaye na written naat
Aj amad hai sarkaran di written naat

Monday, December 22, 2014

Milad Manaya Ker Tenu Rang Lag jan ge Naat Lyrics

Milad Manaya Ker Tenu Rang Lag jan ge Naat Lyrics


This Lyrics Moved on New Website
Link Here


Ja Zindagi Madine Se Jhonka Naat Lyrics

Ja Zindagi Madine Se Jhonka Naat Lyrics



Ja Zindagi Madine se jhonka hawa ke la
shayad huzoor ham se khafa hain mana ke la

Kuch ham bhi apna chahra e batin sanwar lain
Abubakar se kuch aaiena ishq o wafa ke la

Dunya bohat he tang Muslaman pe ho gae
Farooq ke zamana ka Naqsha utha ke la

Mahroom kr dya hai hmain jis se nigah ne
Usman se wo zaviye sharm o haya ke la

Magrib ma mara mara na phir ae gada e ilm
Derwaz e Ali se ye kharat ja ke la

Batil se dub rhi hai phir umat Rasool ke
Manzer Zra Husain se phir Karbala ke la

Sajdon ma gir gara ke Muhammad ka paon per
Ja or Jald Rahmet e Haq ko Bula ke la

Kis mun se paish ho ga Muzaffar Huzoor Haq
Is ko Shaheed Uswa e Aaqa Bana ke la

Thumbnail
Ja Zindagi madine se Johnka hawa ke la written naat muzaffar warsi

Tu Kareem Hai Kr Da Karam Naat Lyrics

Tu Kareem Hai Kr Da Karam Naat Lyrics


Tu Kareem hai kr da Karam
Tu Raheem hai Kr da Karam
Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Allah Allah Allah Allah Allah Allah

Dunya ke pyar ka qaidi hun
Mujha apna pyar ata kr de
Ma kuch bhi hun tera banda hun
Ae Maula muj ko riha kr da

Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Tu Kareem hai kr da Karam
Tu Raheem hai Kr da Karam

Tu tuta dil ke ya Mola
Bechan Sada ko Sunta hai
Batab Nawa Ko Sunta Hai
Hr Aik Dua Ko Sunta Hai

Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Tu Kareem hai kr da Karam
Tu Raheem hai Kr da Karam

Phir josh e bilali peda ho
Muslim ke pak azano ma
Phir haderi nara gunj uthain
Batil ke sub aawano ma

Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Tu Kareem hai kr da Karam
Tu Raheem hai Kr da Karam

Thumbnail
Tu Kareem Hai Kr Da Karam Written Naat