Thursday, January 1, 2015

Qadri Astana Salamat Rahe Naat Lyrics

Mustafa Ka Gharana Salamat Rahe Naat Lyrics


This Lyrics Moved on New Website
Link Here



Sunday, December 28, 2014

Bismillah sarkar aa gaye na Naat Lyrics

Aj Aamad Ha Sarkaran Di Bismillah Bismillah

Naat Lyrics


Bismillah sarkar aa gaye na
Dil bola dildar agae na
Sochan da aasmana uta chamkan pyar da tara
Dukh muk gae na aaj duniya ton khushiyan da wjn nara
Bismillah sarkar aa gaye na

Oda wrga sona nae koe

Sohna enj da hona nae koe
Oda noor da sadqa roshan hoye chand ta tare
Dukh muk gae na aaj duniya ton khushiyan da wjn nara
Bismillah sarkar aa gaye na

Chahrae walfjr nurani
Pak peshani ankh mastani
Dil nu khachda pae na odi zulf da kundal pyara
Dukh muk gae na aaj duniya ton khushiyan da wjn nara
Bismillah sarkar aa gaye na

Amna bibi da o jaya
Jidon haleema da ghar aya
Mahlan to v ucha hogae kakhwan wala Tara
Dukh muk gae na aaj duniya ton khushiyan da wjn nara
Bismillah sarkar aa gaye na

Mahe Rabi Ul Awal Aya 
Ho gaya jag ta Karam da saya
Uchyan Bahwan kr ke bolo aj tusi ve sare
Dukh muk gae na aaj duniya ton khushiyan da wjn nara

Bismillah sarkar aa gaye na

Sohna Aya Dukhra Bhul gye
Rahmatan wala Boha Khul Gye
Khush Ho Gye Husnain Farooqi Aj Derdan de mara
Dukh muk gae na aaj duniya ton khushiyan da wjn nara
Bismillah sarkar aa gaye na

Bismillah Sarkar Aa gaye na written naat
Aj amad hai sarkaran di written naat

Monday, December 22, 2014

Milad Manaya Ker Tenu Rang Lag jan ge Naat Lyrics

Milad Manaya Ker Tenu Rang Lag jan ge Naat Lyrics


This Lyrics Moved on New Website
Link Here


Ja Zindagi Madine Se Jhonka Naat Lyrics

Ja Zindagi Madine Se Jhonka Naat Lyrics



Ja Zindagi Madine se jhonka hawa ke la
shayad huzoor ham se khafa hain mana ke la

Kuch ham bhi apna chahra e batin sanwar lain
Abubakar se kuch aaiena ishq o wafa ke la

Dunya bohat he tang Muslaman pe ho gae
Farooq ke zamana ka Naqsha utha ke la

Mahroom kr dya hai hmain jis se nigah ne
Usman se wo zaviye sharm o haya ke la

Magrib ma mara mara na phir ae gada e ilm
Derwaz e Ali se ye kharat ja ke la

Batil se dub rhi hai phir umat Rasool ke
Manzer Zra Husain se phir Karbala ke la

Sajdon ma gir gara ke Muhammad ka paon per
Ja or Jald Rahmet e Haq ko Bula ke la

Kis mun se paish ho ga Muzaffar Huzoor Haq
Is ko Shaheed Uswa e Aaqa Bana ke la

Thumbnail
Ja Zindagi madine se Johnka hawa ke la written naat muzaffar warsi

Tu Kareem Hai Kr Da Karam Naat Lyrics

Tu Kareem Hai Kr Da Karam Naat Lyrics


Tu Kareem hai kr da Karam
Tu Raheem hai Kr da Karam
Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Allah Allah Allah Allah Allah Allah

Dunya ke pyar ka qaidi hun
Mujha apna pyar ata kr de
Ma kuch bhi hun tera banda hun
Ae Maula muj ko riha kr da

Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Tu Kareem hai kr da Karam
Tu Raheem hai Kr da Karam

Tu tuta dil ke ya Mola
Bechan Sada ko Sunta hai
Batab Nawa Ko Sunta Hai
Hr Aik Dua Ko Sunta Hai

Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Tu Kareem hai kr da Karam
Tu Raheem hai Kr da Karam

Phir josh e bilali peda ho
Muslim ke pak azano ma
Phir haderi nara gunj uthain
Batil ke sub aawano ma

Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Allah Allah Allah Allah Allah Allah
Tu Kareem hai kr da Karam
Tu Raheem hai Kr da Karam

Thumbnail
Tu Kareem Hai Kr Da Karam Written Naat

Thursday, December 18, 2014

Jab wo chehra dikhai deta ha Naat Lyrics

Jab wo chehra dikhae deta ha Naat Lyrics

Poet : Muzaffar Warsi

Jb wo chahra dikhae deta haIshq sajda dikhae deta hai


Sanga aswad ko is lya chumuUnka bosa dikhae deta hai


Ro rha hai ye kon khalwat maGaar sidra dikhae deta hai


Kya udher se huzoor guzra hainChand saya dikhae deta hai


Kis qadar mutmaen han mera HuzoorGhar ma faqa dekhae deta hai


Sara Quran ba se seen talakUnka khutba dekhae deta hai


Sara jugrafiya muzafar koUnka hujra dekhae deta hai

Thumbnail

Sunday, December 14, 2014

Wo Jo Nikli Thi Mera Dil Se Naat Lyrics

Wo Jo Nikli Thi Mera Dil Se Naat Lyrics


Wo Jo Nikli Thi Mera dIL Se Nida ke surat
Ya Nabi Aap Ne Sun le wo Sada ke Surat

Mane Khud ko to Chupaya tha ke khul kar ro lun
Dekh le Aap ne jab apna Gada ke Surat

Me khazan Deda shajar Hun ye yaqeen ha mujhko
Mujh pe bursa ga Karam unka Ghata ke surat

Kasa e Jan ko bhi Anwar se apna bhar da
Me ke hun Shahra Madina ke Gada ke surat

Kaun ha Ruks e Kuna Khun ma Hararat Bun kr
Kaun ha Raah numa Baab e Saba ke Surat

Tune Jin Lafzon se ye Naat Likhi hai Anwar
Taan la sir pe wohi Lafaz rida ke Surat

Thumbnail

wo jo nikli thi mera dil se written naat
naat himed by syed zabeeb masood


Sunday, December 7, 2014

Aao Mera Nabi Ke Shan Suno Naat Lyrics

Aao Mera Nabi Ke Shan Suno Naat Lyrics



Aao Mera Nabi Ke Shan Suno
Nabi Hai Bolta Quran Suno

Habib Pyara Nazer Uthe
Ho Mola Qibla Badal Dain
Kahin Ye Chaha Khain Ye Kahna
Aa Musa Aana Sambhal Ke
Khuda Hai Un Pe Mahar Ban Suno
Nabi Hai Bolta Quran Suno

Nabi Ka Sajda Hua Ha Lamba
Hussain Pusht Pe Batha
Tera Nawasa Ke Jin Ke Jora
Khuda Ne Khuld Se Bhaja
Hai Jibraeel Bhi Darban Suna
Nabi Hai Bolta Quran Suno

Namazain Din Thin Pachas Rub Ne
Nabi Ne Panch Karain
Hai Dekho Kitna Khayal Umat
Nabi Ne Baat Banae
Wahi Hai Earsh Ka Mehman Suno
Nabi Hai Bolta Quran Suno

Nabi Ke Aashiq Bilal e Habshi
Hain Jin Ke Earsh Pe Charcha
Bilal Jab Bhi Azan Deta
Sahaba Ishq Ma Rota
Bilal e Habshi Ke Aazan Suno
Nabi Hai Bolta Quran Suno

Nabi Ke Azmat Pe Pahra Dena
Raza Ne Ham Ko Sikhaya
Nabi Ka Dushman Hai Apna Dushman 
Raza Ne Ham Ko Bataya
Razae Ishq ke Pahchan Suno
Nabi Hai Bolta Quran Suno

Husain e Jazba Ubharta Hai
Ali ke Nam Ka Nara
yazeedyon ko Picharta Hai
Ali Ke Nam Ka Nara
Ali Hai Mustafa Ke Shan Suno
Nabi Hai Bolta Quran Suno

Nabi Ke Nazrain Rahain Ujager
Isi Se Apna Guzara
Nabi Ka Saya Rahe Salamat
Nabi Hai Apna Sahara
Nabi Ke Kitna Hai Ahsan Suno
Nabi Hai Bolta Quran Suno

Aao Mera Nabi Ke Shan Suno
Nabi Hai Bolta Quran Suno


Thumbnail